top of page
Search
Writer's pictureSecret Team

The Assam

Assam Northeast ka ek chota sa state ha jo poora India Assam wildlife, archeological sites aur Chai plantation se jante hai. Assam ka sabse bada City Guwahati jaha par Kamakhya Temple, Umananda Temple aur Brahmputra River aur Peacock Island jese bahoot historical jagah ha aur Assam ka capital Dispur ha. Dispur Guwahati ka upanagar ha. Assam desh ka sabse bada Chai(tea) Otpadak serta mana jata hai. Dakshin Chaina aur Assam poora world ke ase doo setra hai jaha par paydayishi chai ka pode banate hai. Assam ka Jorhat ma har saal Chai ka Utasav banaye jate hai. Assam ma Assames, Boro, Garo, Mizo, Manipuri, Bangali, Nepali aur basha ka prachalan hota hai Assam har jati ke log rehte ha Assam pura jangal aur pahad se gira hua state ha. Assam ko 26 January 1950 ma state banaya gaya ha. Assam ma total 33 District ha. Kaziranga National Park jese kahi park or historical jagah Assam mojood ha.

14 views0 comments

Recent Posts

See All

Comments


Post: Blog2_Post
bottom of page