top of page
Search
Writer's pictureSecret Team

Parwarish keya hota hai

Parwarish! Yeh ek ase word hai jise bachao se pata chale tha hai ki unkhe maa baap na appni bachao ko kya shiksha di hogi...yeh ek pura matlab baat hai ki appke maa baap na appko kya sikhaye hoga...Yeh ek ase word hai jise maa baap ki Pehchan Hoti hai... yeh ek ase word hai jise hum izjat or Samman mile tha maa baap Ko hum bhi... yeh ase word hai jise ek bache ke saath hi nhi maa baap Ko bhi jaane ja tha hai... yeh ek ase word hai jise hum hi nhi maa baap Ko bhi Khushi mile thi Jab koe tariffa karta hai... yeh ek ase word hai jise maa baap ka Naam Roshan hota hai hai...Jab ek bacha iss koobhsurat iss duniya me aata hai to ek maa or baap ki umeed..unkha sapan use bache se judena lag tha hai or saath hi unkhi responsibility bade jati hai...unkhe har ek choti choti chesse bachao sikhni hoti hai...mano ki unkhno Na use hi appna Ek Sapna bana liya ho...mano ki ab unkhi zindagi ka woh hi Ek Manzil hai jise har hal me Pura karna hai...mano ki bas useke hi Khushi me appni Khushi Ko bhulegaye Jane...mano ki use har musibat se bachna..mano ki bachao ke liya woh Ek rasta hai jise par bachao Ko chale kar appni Manzil tak puchana ho bhale hi use raste me maa baap Ko kuch bhi karna padha..Lekin appna bachao Ko kisi bhi hal tak use useki Manzil tak puchana ho... ek maa baap Kitan mushkil se appna bachao ki har khawaish Ko Puri karna unkhi izzat Ko Puri karna bahot mushkil hota hai... Lekin saath me use bachao Ko Sahi baate sikhana... Sahi kaam sikhana Sahi socha rakhena bahot jaruri hai....qki maa baap ki shiksha se pata chale tha hai ki unkhe maa baap ki socha kaisi hai....

Dekha jaye to puri zindagi ek maa baap appna bachao ko hamesha acha hi sikhate hai or kabhi unkhe galat nhi chaiyega...lekin kabhi kabhi kya hota hai na jab ek bache appna maa baap ko yeh kehatha hai ki mein bhi duniya dekhi hai app mata sikhaye mujhe... App kya jante ho ki Sahi or galat kya hai... ab appka zamman nhi reha...appke Purna socha hum mata bataye....tab...maa baap par jo guzar thi hai woh ek maa baap hi bata sakte hai...Manti hu waqta ke saath duniya badal thi hai or hum bhi badal na chaiye lekin ek baat hamesha bolugi ki appke bachao ke aana se phle maa baap aate hai iss duniya me...unkha Na bhi bahot duniya dekhi hai..woh bhi Sahi galat me farak jante hai..unkha Na bhi appna zindagi me bahot Dard taklif se jayed guzar chuke hai..unkhno Na bhi zamman dekha hai..woh bhi bahot se ase socha smjha kar duniya Ko dekha hai...unkhe ko mata sikho ki duniya kaisi hai... Mera yeh mana hai ki agr appko appko parents ki bata nhi manai hai to mata manao lekin ase jawab bhi mata do unkhko...Dil Ko dhuk ho, taklif pauche...Qki jab ek maa baap ke Dil Ko Dard taklif Hoti hai na to unkhi Aatma tak ko taklif paucha thi hai.... batedua bhi uthani hi lag thi hai jitani ki ek dua lag thi hai...

Humna kabhi Bhagwan Ko nhi dekha hai Lekin use Bhagwan ke roop me ek maa baap Ko dekha hai...Jo hum kitna mushkil or taklifao se bache kar rakhate hai..to hum unkha ase jawab ase koe baat yeh ase koe kaam q kar Jo unkha ke Dil Ko unkhi Aatma Ko dhuk or taklif ho...ek maa baap se bade kar koe nhi baat Sakta hai ki unkhi bachao ki Khushi kise me hai...jitna ek maa Ko taklif Hoti hai to uthana hi ek baap Ko bhi Hoti hai...Mana ki ek baap thode gusse thode garme dimag thode sakhti karte hai... Lekin woh itna bhi Bura nhi hai ki woh appna bachao ki Khushi or unkhi icchaao Ko Pura na kare..ek baap bhale hi kaise bhi kapde khana pehana yeh dikha tha acha Na ho...Lekin woh hamesha koshish karte hai ki unkhe bachao Ko sab ache Nazar se dekha chaiyeo koe bhi chesses q Na ho...ek baap har woh koshish karta hai hai ki woh appna bachao ka ek acha dost ek acha bhai ek acha teacher or sab se acha ek baap Bane ke dikhaye or koshish bhi krta hai...baap Ko agr Dil ki aatma se dekhoga to woh Ek ache dost Ek ek acha bhai Ek ache Guru me dikhai dege... or Wahi ek maa koshish Karti hai ki woh duniya me sab se achi maa bana kar dikhaye...ek maa baap bas yeh hi umeed yeh bharose ek laagan lag lete hai yeh... Mana kar ki jaise hum unkhi har khawaish unkhi har ek umeed Ko Pura karta hai to badle me woh.....Maa baap bhagwan ka roop hota hai...lekin ek maa baap appna bachao me bhagwan dekhate hai..Qki woh unkhe budhape ka sahar hota hai....Maa baap hai to yeh zindagi hai...or zindagi aadhuri hai unkhe bina...

12 views0 comments

Коментарі

Не вдалося завантажити коментарі
Здається, виникли технічні проблеми. Спробуйте оновити сторінку.
Post: Blog2_Post
bottom of page